Funny Shayari on Star Plus

Arj kiya hai:


pehle bhi banate the dimaag ka dahi
ab bhi karte hain wahi

waah waah...

jara gaur farmaiye

pehle bhi banate the dimaag ka dahi
ab bhi karte hain wahi
.
.
.
.
.
'Star Plus'
Rishta wahi soch nayi..

Read more...

Funny Classroom Shayari

wo aaye ham dekhte rahe


wo muskuraye ham chup rahe

wo bolte rahe ham khoye rahe

par jab wo jaane lage

to ham chillaye

mam attendance to le lo..

वो आये हम देखते रहे

वो मुस्‍‍कुराये हम चुप रहे

वो बोलते रहे हम खोये रहे

पर जब वो जाने लगे

तो हम चिल्‍लाये

मैम अटेंडेंस तो ले लो..

Read more...

Funny Message in Salman Khan Style

'Veer'

jahan se message karoonga
5-10 mssg ek saath bhej doonga

'Wanted'
ek baar jo main sms bhejna shuru kiya
to uske baad to main apne balance
ki bhi nahi sochta

'Dabang'
ham tumhare mobile pe itne sms karenge
ki confuse ho jaoge ki
kaunsa padhen aur kaunsa delete karen

'Ready'
bara mahino me bara teriko se
tujhko message bhejoonga re

'Body Guard'
mujh par ek ehsaan karna
mujhe mere hi sms forward na karna

Read more...

Student's Flirt with Teacher

Class me pappu teacher se-

main aapko kaisa lagta hoon?

Teacher-
so sweet..

pappu-
to fir main apne parents ko
aapke ghar kab bhejoo?

teacher-
wo kyun?

pappu-
jis se wo hamari baat
aage chalayen

teacher-
ye kya bakwas hai?

pappu-
tution ke liye
aap bhi na teacher
tv serials dekh dekhkar
kharab ho gayi hain

Read more...

Shaadi se pehle Shaadi ke baad

Shadi ke fero me-


ladki- suno ji aaj se
aapke bina main nahi
aur mere bina aap nahi

4 saal baad-

kutte ruk ja
aaj ya to tu nahi
ya main nahi

शादी के फेरों में-

लड़की- सुनो जी आज से
आपके बिना मैं नहीं
और मेरे बिना आप नहीं

चार साल बाद-

कुत्‍ते रुक जा
आज या तो तू नहीं
या मैं नहीं

Read more...

Hindi SMS @ Facebook

Read by email

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

Followers