Showing posts with label friendship message in hindi. Show all posts
Showing posts with label friendship message in hindi. Show all posts

Ye haath Mujhe de de Thakur

Gabbar-

ye haath mujhe dede thakur

Thakur-
haan le le
aur basanti ke bhi le le
jai aur veeru ke bhi le
ramu kaka ke bhi le le
'durga mata' ban ja
saale harami

Gabbar-
sorry yaar
tu to bura maan gaya

Read more...

Dosti SMS with Shayari

Is dost ki har khata

ko maaf kar dena

har gila har shikwa
dil se saaf kar dena

akele na sahna
koi bhi takleef

dukh ho ya sukh
sab kuch half-half kar dena

इस दोस्‍त की हर खता
को माफ कर देना

हर गिला हर शिकवा
दिल से साफ कर देना

अकेले ना सहना
कोई भी तकलीफ

सुख हो या दुख
सब कुछ आधा-आधा कर देना


==friendship hindi sms==


Dosti dil hai
dimaag nahi

dosti soch hai
awaz nahi

koi aankho se
nahi dekh sakta
dosti ka jazba

kyuki
dosti ehsaas hai
timepass nahi

दोस्‍ती दिल है
दिमाग नहीं

दोस्‍ती सोच है
आवाज नहीं

कोई आंखों से
नहीं देख सकता
दोस्‍ती का जज्‍बा

क्‍यूंकि
दोस्‍ती एहसास है
टाइमपास नहीं

Read more...

Hindi SMS @ Facebook

Read by email

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

Followers