Funny SMS Shayari by Ghalib
Use keh do ghalib ki
चुलबुले और मजेदार चुटकुले, शायरी, किस्से और कहानियां
Use keh do ghalib ki
Beet gayi taaro wali
Is dost ki har khata
Aaj mausam kitna khus-gawar ho gaya
Ek Halke se ishare ki jarurat hogi,
Dil ki kashti ko kinare ki jarurat hogi,
ham har us mod pe milenge aapko,
jahan aapko sahare ki jarurat hogi
एक हल्के से इशारे की जरूरत होगी,
दिल की कश्ती को किनारे की जरूरत होगी,
हम हर उस मोड पे मिलेंगे आपको,
जहां आपको सहारे की जरूरत होगी
=====================
Phool bankar muskurana zindgi hai,
muskurake gam bhulana zindgi hai,
jeetkar koi khush hua hai to kya hua,
haarkar bhi kush rehna zindgi hai
फूल बनकर मुस्कुराना जिंदगी है,
मुस्कुराके गम भुलाना जिंदगी है,
जीतकर कोई खुश हुआ है तो क्या हुआ,
हारकर भी खुश रहना जिंदगी है
1-
tum kya jaano kya hai tanhai, is tute hue patte se poocho kya hai judai.
yu bewafai ka ilzaam na de jaalim, is waqt se pooch kis waqt teri yaad na aayi.
2-
pyar kiya tha humne, dard bhari raah mili
chaha tha jise, usi se tohfe mein tanhai mili
khuda bhi ro pada mera tuta dil dekhkar..
1-
Kya hua jo usne racha li mehndi, hum bhi ab sehra sajayenge.
mujhe pata tha ki wo mere naseeb me nahi, ab uski choti behan ko hi fasayenge.
2-
Galat nazar se dekhoge ko har jagah kharabi nazar aayegi,
sahi nazar se dekhoge to har sundar ladki tumhe bhabhi nazar aayegi.