Showing posts with label hindi sms. Show all posts
Showing posts with label hindi sms. Show all posts

Kya aapke Toothpase me Namak Hai

एक आदमी को हार्टअटैक आया

तो डॉक्‍टर ने उसे नमक ना खाने
की सलाह दी

उसने नमक खाना बंद कर दिया

उसकी बीवी ने भी उसका बहुत
ज्‍यादा खयाल रखना शुरू कर दिया

वो समय पर उठता, व्‍यायाम करता
परहेज से रहता और समय पर
सारी दवाईयां लेता

एक दिन उसकी लाश बाथरूम में मिली

उसकी पोस्‍टमॉर्टम रिपोर्ट में आया
कि मौत नमक ही वजह से हुई

क्‍योंकि उसके टूथपेस्‍ट में नमक था
क्‍या आपके टूथपेस्‍ट में नमक है ?

Read more...

Happy Dussehra SMS

Vijayadashmi celebrates the

triumph of good over evil
and of the prevalence of truth..

wishing you and your family
"Happy Vijayadashmi".

--- Dussehra SMS ---

Happy Dussehra to all loved one.
May this dussehra add
joy and happiness
in our life and delete
sorrow, rage and malice
from our heart.

--- Dussehra SMS ---

Har pal ho sunehra aapka
duniya me naam ho roshan aapka
doosron ko dikhao rasta aap
khishiyan ho har pal aapke saath
" happy Dussehra".


Read more...

Funny Pati -Patni SMS : Dashrath aur Dropadi

Pati:

Raja Dashrath ke teen rani thi

Patni:
to main kya karu?

Pati:
to main abhi 2 shadiyan aur
kar sakta hoon

patni:
Soch lo,
Dropadi ke 5 pati the.

पति:
राजा दशरथ के तीन रानी थीं

पत्‍नी:
तो मैं क्‍या करूं ?

पति:
तो मैं अभी दो शादियां और
कर सकता हूं

पत्‍नी:
सोच लो,
द्रोपदी के पांच पति थे.

Read more...

Marzi ki Zindgi aur Shadi

Marzi ki Zindgi ki 7 baate:


1- Studies

2- Entertainment

3- Good Job

4- Shadi

5-

6-

7-

Shadi ho gayi na?
Marzi ki Zindgi khatam

-----------------------

S+H+A+D+I

S: Shanti Bhang
H: Himmat Khatam
A: Aazadi Samapt
D: Dimag Kharab
I: Imtihan Shuru

Jinki ho gayi jhelo

Aur jinki nahi hui soch lo..

Read more...

Exam Me Nakal

Exam me sir ne

nakal karne di
aur kaha:
kisi ko batana mat

Golu: na ji,
ham to kahenge
sir to bahut harami tha
kutte ne hilne bhi nahi diya

एग्‍जाम में सर ने
नकल करने दी
और कहा:
किसी को बताना मत

गोलू: ना जी,
हम तो कहेंगे
सर तो बहुत हरामी था
कुत्‍ते ने हिलने भी नहीं दिया

Read more...

Sardar wife demanding a Kiss

Wife(in romantic mood):

janu ek puppy do na

Sardar:
uff fashion dekho,
ghar me khane ko nahi
aur ise kutte ka pilla chahiye

पत्‍नी रोमांटिक मूड में:
जानू एक पप्‍पी दो ना

सरदार:
उफ फैशन देखो,
घर में खाने को नहीं
और इसे कुत्‍ते का पिल्‍ला चाहिए

Read more...

Sardar Ki Plastic Surgery

Santa:

Doctor sahab
plastic surgery
me kitna kharcha
aayega?

doctor:
50 hazar

santa:
agar plastic
hum de de to?

doctor gusse me:
saale, fir to
pighlakar
laga bhi lena

Read more...

Funny Hindi SMS on AIDS Awareness

Principal ne class

me aakar madam
ko kiss kiya aur
bola:

"dekho bachcho
choomne se AIDS
nahi failta."

Ek Bachcha:
ab ye dikhao
ki failta kaise hai?


Read more...

Love aur Arranged Marriage me fark

Love aur arrange marriage

me kya farq hai?

Love marriage me aap
apni girlfriend se
shadi karte hain

aur

arranged marriage me
kisi aur ki

Read more...

Ladkiyo se Pyar na karna

Ladkiyon se pyar

mat karna kyoki,

ye aati hain
heer ki tarah,

lagti hain
kheer ki tarah,

chubhti hain
teer ki tarah,

aur chod jati hain
fakeer ki tarah.

Read more...

Funny SMS on Baba Ramdev

Salwar kameez wali ladki

ko pyar bhari nazar se
dekhte samay sawdhan,

baba ramdev bhi
ho sakte hain

सलवार कमीज वाली लड़की
को प्‍यार भरी नजर से
देखते समय सावधान,

बाबा रामदेव भी
हो सकते हैं

Read more...

Latest Fultu Pagalpanti SMS Jokes

Pagal sardar se:

tum muslim ho?

sardar: nahi
main sardar hu

pagal: nahi tum
muslim ho

sardar gusse me:
haan main muslim
hu

pagal: lagte to
sardar ho

===========

Koi tumhe jab
pagal kahe to
dukhi mat hona
afsos mat karna
rona bhi nahi
himmat se kaam
lena aur sochna
use kaise pata chala

Read more...

Funny SMS on Rakshabandhan

Na mom ki

mar se,

na dad ke
atyachar se,

na dosto ki
fatkar se,

na ladki ke
inkar se,

na chappalo ki
bauchar se,

ladke darte hain
to rakhi ke tyohar se

Read more...

College Girls and Santa

Bus me college ki

ladkiya chadne se
bus bhar gayi aur
santa rah gaya,

Bus conductor:
no more

Santa: saale,
morni-morni
chada li aur
ham aaye to
no more.

Read more...

Sardar ke Ghar Chori : Funny SMS on Sardar

Sardar ke ghar

chor aaya

sardar ne dekha
to chor bhaga

sardar bhagte-bhagte
chor se bhi aage nikal
gaya
?
?
?

Sardar: ek to chori,
upar se hamse race!

Read more...

Sardar ki Biwi ke Paise

Sardar biwi ke saath

train me safar kar raha
tha raat ko biwi boli:

ye aadmi mere blouse
me haath daal raha hai

Sardar: tu fikar na kar
paise meri jeb me hain.

सरदार बीवी के साथ
ट्रेन में सफर कर रहा
था रात को बीवी बोली:

ये आदमी मेरे ब्‍लाउज
में हाथ डाल रहा है

सरदार: तू फिकर ना कर
पैसे मेरी जेब में हैं

Read more...

Best Munna-Circuit Comedy in Hindi

Munna: oye circuit

apun sunela hai ki
america me email
se bhi shadi hoti hai

Circuit: par bhai
apan ke udar to sirf
female se hi shadi
hoti hai.

=============

Munna: abe circuit
tera birthday kabka
hai?

Circuit: 13 october

Munna: kaun sa saal?

Circuit: bhai har saal

Read more...

Kya aapke paas meri Tasveer hai?

Kehte hain

Khoobsurat cheez
dekhne se insaan
aur jyada khoobsurat
ho jata hai...

to...

aapke paas meri
tasveer hai ya bheju?

Read more...

Save the Tiger

Once there was a

fight between me
and tiger...

guess what happen?

I ran away..
why?

I save the tiger
only 1411 are left

otherwise...
you know me!

Read more...

Baniye Ki Dukan: Funny SMS

Ek baniya marte time bola:

meri biwi kahan hai?

biwi: main yaha hoo

mera beta kaha hai?

papa main yaha hoo

ramu kaka?

malik main bhi hu

aur beti?

papa ham sab yahi hain

Baniya: to haramkhoro
dukan pe kaun hai?

एक बनिया मरते समय बोला:
मेरी बीवी कहां है ?

बीवी: मैं यहां हूं

मेरा बेटा कहां है ?

पापा, मैं यहां हूं

रामू काका ?

मालिक मैं भी हूं

और बेटी ?

पापा हम सब यहां हैं

बनिया: तो हरामखोरों
दुकान पे कौन है ?


Read more...

Hindi SMS @ Facebook

Read by email

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

Followers